Saturday, March 14, 2009

Sunaaye Kya Tumko Fasaana Kisika - Title Song : Wafaa - 2008


Wafaa... (Title Song)


Kalpana : Singer
Actor : Super Star Rajesh Khanna

Lyrics :

(Sunaaye Kya Tumko Fasaana Kisika
Mera Dil Bhi Tha Yeh Deewaana Kisika
Magar Usake Dil Mein Na Thi
Wafaa.. Wafaa.. Wafaa.. Wafaa..) - 2

(Rote Rote Kehata Hai Yeh Jakhm-E-Jigar
Aaja Kabhi Meri Taraf Tu Laut Kar) - 2
Armaan Hai Itana Hi Are Bewafa Kar Kabhi
Wafaa.. Wafaa.. Wafaa.. Wafaa..
Sunaaye Kya Tumko.. Fasaana Kisika..
Mera Dil Bhi Tha Yeh Deewaana Kisika
Magar Usake Dil Mein Na Thi
Wafaa.. Wafaa.. Wafaa.. Wafaa..

(Dil Ne Mere Jaana Jisako Diljaaniya
Deke Mujhako Wohi Gaya Tanhaayiya) - 2
Dil Ka Hai Bas Yeh Ghum
Kabhi Usane Mujhse Na Ki
Wafaa.. Wafaa.. Wafaa.. Wafaa..
Sunaaye Kya Tumko Fasaana Kisika
Mera Dil Bhi Tha Yeh Deewaana Kisika
Magar Usake Dil Mein Na Thi
(Wafaa.. Wafaa.. Wafaa.. Wafaa..) - 2

No comments: