Monday, February 23, 2009

Ruup teraa, mastaanaa, pyaar meraa diivaanaa from Aradhana

Song Title : Ruup teraa, mastaanaa, pyaar meraa diivaanaa
Movie Name : Aradhana - 1969
Actor/Actress(es): Super Star Rajesh Khanna, Sharmila Tagore & Farida Jalal.
Singer : Kishore Kumar
Singing Actor : Super Star Rajesh Khanna (Background song)
Music Director : Sachin Dev Burman
Lyricist : Anand Bakhshi
Category:

ENGLISH VERSION:
ruup teraa mastaanaa, pyaar meraa diivaanaa
bhuul koii hamase naa ho jaaye

(raat nashiilii mast samaa hai
aaj nashe me.n saaraa jahaa.N hai.n) - (2)
aaye sharaabii mausam bahakaaye - e - e - e ...
ruup teraa mastaanaa, pyaar meraa diivaanaa
bhuul koii hamase naa ho jaaye

(aa.Nkho.n se aa.Nkhe.n milatii hai.n jaise
bechain hoke tuufaa.N me.n jaise) - (2)
mauj koii saahil se Takaraaye - e - e - e ...
ruup teraa mastaanaa, pyaar meraa diivaanaa
bhuul koii hamase naa ho jaaye

(rok rahaa hai hamako zamaanaa
duur hii rahanaa paas naa aanaa) - (2)
kaise magar koii dil ko samajhaaye - e - e - e ...
ruup teraa mastaanaa, pyaar meraa diivaanaa
bhuul koii hamase naa ho jaaye

No comments: